Koi ilzam Laga Kar To Saza Di Hoti
Phir maeri Lash Sare-Bazar Jala Di Hoti
Itni Nafrat Thi To Pyar Se Dekha he Kyun Tha
Mujhe Pehle Hi meri Okaat Bata Di Hoti
Dekh Kar Zakham mere Ankhein Chura Li Tu ne
Pouch Kar Kuch To Zakhmon Ki Dawa Di Hoti
So Jata main Bhi Chain Se ay zalim
Tu Ne Agar Shoq Se Aanchal Ki Hawa Di Hoti
Zindagi Apni Bhi Chain Se Guzar Jani Thi
Tu Ne Agar Piyar Se Dil main Jaga Di Hoti

poetry,ghazlain,nazmain,ashaar,love poetry,sad poetry,romantic poetry,photos,friends poetry,ahmad faraz poetry,wassi shah poetry,parveen shakir poetry,ghamgeen ghazlain,saghar siddiqi poetry,mohsin naqvi poetry,ghalib poetry